Lyrics
Lyrics
Lyrics
ViewItem&item=180911714205#shId Khudaya Tu Bata (Shanghai): Lyrics, Translation Movie: Shanghai Music: Vishal-Shekhar Lyrics: Neelesh Misra Singers: Shekhar Ravjiani, Raja Hasan Nemat khuda kar zara ek dafa Dil dene ka keh zara falsafa Ye naacheez ek cheez uski maange hai tujhse Musafir ye dehleez maange hai tujhse Khudaya tu bata.. Kahaan uska pata, pata kar, Main uske bina bepata hoon be pata, be pata, be-pata hoon O god, do a favor (upon me) once, tell me the philosophy of giving one's heart this nobody (me) asks for one thing of hers O god, tell me where she is. find out, (because) I am lost without her, I'm lost, completely lost.. (be-pata literally is one without an address) bezikr befiqr mann ke dhundhalke mein yoon aaye Lamho ki iss bheed mein Mujhko pal de fursat ke Madmast kambakht fiqrein dikhaye Oh itraaye those unheard, worriless, comes in the haze of heart in a way, in this crowd of moments, give me some moments of relief.. inebriate, damned, shows me problems.. prides on self.. Bas Dil Hai Woh ek khayal uska hai din ki fitrat badal de dene ka keh zara falsafa chaaha use shiddaton se yoon toot kar ke kyun na mila muddaton se yoon rooth kar ke
only a thought of hers, changes the mood of the day.. tell me the philosphy of giving heart.. I've loved her with so much intensity.. why couldn't I get her for so long, so angry (she is).. Khudaya tu bata Kahaan uska pata? pata kar. Main uske bina bepata hoon Bepata, bepata, bepata hoon...
Check out the Soniye Lyrics. ************************************************* Soniye Lyrics ************************************************* Jaane kyun..har ek raah mein yeh Nazarein meri..dhoondti hai tujhe Jaane kyun..har ek raah mein yeh Nazarein meri..dhoondti hai tujhe
Jo kuch bhi tha kabhi woh.. Hai aaj bhi yahan Hum bhi khade hai yahin par Bus ek tu hi hai kahan Soniya..dil todhna hi tha Toh bata dil kyun lagaya Soniya ek vaari aa bhi jaa Soniya.. Soniya..dil todhna hi tha Toh bata dil kyun lagaya Soniya ek vaari aa bhi jaa Soniya.. Sur par milon dhoop hai Chahon na hai kahin raah mein Sur par milon dhoop hai Chahon na hai kahin raah mein Tapti raet pe phirte hai Hum toh teri hi chaah mein Kyun mere tute khwaab ko Khojon ne sahil pe laa diya Ab toh khuda se hai dua Mere pyaar ka karde huk adaa Soniya..dil todhna hi tha Toh bata dil kyun lagaya Soniya ek vaari aa bhi jaa Soniya.. Ek kaanch ki haan gudiyaa thi Pathar ke dil se pyaar tha Tuti woh iss tarah ke Haathon mein naa ikhtayar tha Dil wahan..dhoondta hai Jahan pe humne vaade liye Sajde jahan pe the kiye Main tanha hoon aaj bhi wahan Soniya..dil todhna hi tha Toh bata dil kyun lagaya Soniya ek vaari aa bhi jaa Soniya.. Soniya..dil todhna hi tha Toh bata dil kyun lagaya Soniya ek vaari aa bhi jaa Soniya.. Soniya..dil todhna hi tha Toh bata dil kyun lagaya Soniya ek vaari aa bhi jaa Soniya.. The Chayee Hai Tanhayee Lyrics from Zayed Khan and Diya Mirza s Love Breakups Zind agi. The Romantic drama movie is directed by Sahil Sangha. Follow @indicine Chayee Hai Tanhayee Song Lyrics Details Song Title: Chayee Hai Tanhayee Music Director: Salim Merchant, Sulaiman Merchant Lyricist: Javed Akhtar Singer(s): Shafqat Amanat Ali, Salim Merchant, Shruti Pathak Chayee Hai Tanhayee Lyrics Chhayee hai tanhayee Kyun naajaane..
Sazaa yeh kyun hai payee Kaun jaane Suni hai raahein Suni hai baahein Suni nighayein Jisko hai kho jana.. Woh milta hi kyun hai Dil ko hai bhool jana.. Toh dil ka hi kyun hai Jisko hai kho jana.. Woh milta hi kyun hai Dil ko hai bhool jana.. Toh dil ka hi kyun hai Aan Dekho..dekho zara Hai..Kya tha.. Kya ho gaya..hai.. Tum mehrbaan the Hum shadama the Mehki thi Dil ki vaadiyaan Ho.. Chahat bhari woh aankhein Rus mein doobi baatein Kho gayi jaane kahan Palkon ke jo the saye Kyun ho gaye paraye Kyun aa gayi dooriyan Jisko hai kho jana.. Woh milta hi kyun hai Dil ko hai bhool jana.. Toh dil ka hi kyun hai Kyun.. Jisko hai kho jana.. Woh milta hi kyun hai Kyun.. Dil ko hai bhool jana.. Toh dil ka hi kyun hai Kyun.. Suni hai raahein Suni hai baahein Suni nighayein Chhayee hai tanhayee Kyun naajaane.. Sazaa yeh kyun hai payee Kaun jaane