Location via proxy:   [ UP ]  
[Report a bug]   [Manage cookies]                

Om Jaya Jagadisha Hare Arti

Download as docx, pdf, or txt
Download as docx, pdf, or txt
You are on page 1of 3

Om Jaya Jagadisha Hare Arti Om Jai Jagadish Hare Swami Jaya Jagadish Hare Bhakta janon ke sankat Bhakta

janon ke sankat Kshan me door kar Om Jai Jagadish Hare Jo dhyave phal paave Dhukh vinashe man ka Swami dhukh vinashe man ka Sukha sampati Ghar aave Sukha sampati Ghar aave Kashht mite tan ka Om Jai Jagadish Hare Mata pita tum mere Sharan padun mai kis ki Swami sharan padum mai kis ki Tum bina aur na doojaa Tum bina aur na doojaa Asha karun mai kis ki Om Jai Jagadish Hare Tum pooran Paramatma Tum Antaryaami Swami Tum Antaryaami Para brahma Parameshwara Para brahma Parameshwara Tum sab ke Swami Om Jai Jagadish Hare Tum karuna ke saagar Tum palan karta Swami Tum palan karta Mai sevak tum swaami Mai sevak tum swaami Kripa karo bhartaa Om Jai Jagadish Hare Tum ho ek agochar

Sab ke prana pati Swami sab ke prana pati Kis vidhi miloon dayamaya Kisi vidhi miloon dayamaya Tum ko mai kumati Om Jai Jagadish Hare Deena bandhu dukh hartaa Tum rakshak mere Swami tum rakshak mere Apane hast uthao Apane hast uthao Dwar khada mai tere Om Jai Jagadish Hare Vishaya vikar mithao Paap haro deva Swami paap haro deva Shraddha bhakti badhao Shraddha bhakti badhao Santan ki seva Om Jai Jagadish Hare Tan man dhan sab kuch hai tera Swami sab kuch hai tera Tera tujh ko arpan Tera tujh ko arpan Kya laage mera Om Jai Jagadish Hare Om Jai Jagadish Hare Swami Jai Jagadish Hare Bhakta janon ke sankat Bhakta janon ke sankat Kshan me door kare Om Jai Jagadish Hare

You might also like