Lyrics
Lyrics
Lyrics
SAJNI
Main teri aankhoon mein rehta hoon
tujhe pata na chale
tere har pal mein guzra hoon
tujhe pata na chale
Kare toh phir kya kare
tere bin kaise jiye
aaaaankhoon mein pyaar liye
bolo kahaan kahaaaan phire
Khafa to hum bhi hai tum bhi ho
humein pata na chale
judai ka mujhe gham bhi hai
koi aisi khata na karein
Kare toh phir kya kare
tere bin kaise jiye
aankhoon mein pyaar liye
bolo kahaan kahaan phire
Sajni paas bulao na
ki dil aaj toota hai
aaj toota hai
sajan maan jao na
ki woh aaj rootha hai
WO LAMHE
Woh Lamhe, woh baatein,
Koi na jaane,
Thi kaisi raatein,
Hooo, barsaatein,
Woh bheegi bheegi yaadein,
Woh bheegi bheegi yaadein...
Na main jaanoun,
Na tu jaane,
(aaah)
Kaisa hai ye mausam,
Koi na jaane,
Kahi se hai fizaa aayi,
Ghamon ki dhoop sang laayi,
Khafaa hogaye hum,
Judaa hogaye hum,
Woh Lamhe, wo baatein,
Koi na jaane,
Thi kaisi raatein,
Hooo, barsaatein,
Woh bheegi bheegi yaadein,
Woh bheegi bheegi yaadein...
(hoooo...)
Saagar ki,
Gehraayi se,
Gehra hai,
Apna pyaar,
Sehraoun ki,
In hawaon me,
Kaise aayeee-gi bahaar,
Kahan se ye hawa aayi,
Ghataayen kaali kyoun chhaayi,
Khafaa hogaye hum,
Judaa hogaye hum,
Wo Lamhe, wo baatein,
Koi na jaane,
Thi kaisi raatein,
Hooo, barsaatein,
Wo bheegi bheegi yaadein,
Wo bheegi bheegi yaadein...
(hooooo hooooooo)
(hoooo hoooo, hoo hooo, hooo ho, ho ho ho)
(hooooooooooooooo)
(aaaaaaah)
ILAHI
Ooh.. aah..
Ooh.. aah..
Shaame malang si
Raate surang si
Baaghi udaan pe hi na jaane kyun
Ilahi mera jee aaye aaye
Ilahi mera jee aaye aaye
Da da dan dan dung dung dang...
Kal pe sawaal hai, jeena filhaal hai
Khaanabadoshiyon pe hi jaane kyun
Ilahi mera jee aaye aaye
Ilahi mera jee aaye aaye
brrrooom...
Da da dan dan dung dung dang...
Mera falsafaa kandhe pe mera basta
Chala main jahaan le chala mujhe rasta
Boondon pe nahin
Gehre samandar pe woh oo woh...
Ilahi mera jee aaye aaye
KABIRA
Kaisi teri khudgarzi
Na dhoop chune na chhaaon
Kaisi teri khudgarzi
Kisi thor tike na paaon (x2)
Ban liya apna paigambar
Tar liya tu saat samandar
Phir bhi sookha mann ke andar
Kyun reh gaya
Re Kabira maan jaa
Re Faqeera maan jaa
Aaja tujhko pukaare teri parchhaaiyan
Re Kabira maan ja
Re Faqeera maan ja
Kaisa tu hai nirmohi kaisa harjaaiya
Tooti chaarpaai wohi
Thandi purvaai rasta dekhe
Doodhon ki malaai wohi
Mitti ki suraahi rasta dekhe..
Kaisi teri khudgarzi
Lab namak rame na misri
Kaisi teri khudgarzi
Tujhe preet purani bisri..
Mast Maula, mast Kalander
Tu hawa ka ek bavandar
RAABTA
Kehte hain:
Khuda ne iss jahaan mein
Sabhi ke liye kisi na kisi ko hai banaaya
har kisi ke liye
Tera milna hai uss rab ka ishaara
Maano mujhko banaya tere jaise hi kisi ke liye
Kuch toh hai tujh se raabta
Kuch toh hai tujh se raabta
Kaise hum jaane, hume kya pata
Kuch toh hai tujh se raabta
Tu humsafar hai
Phir kya fikar hai
Jeene ki wajah hi yehi hai
Marna issi ke liye
Kehte hain:
Khuda ne iss jahaan mein
Sabhi ke liye kisi na kisi ko hai banaaya
har kisi ke liye...
hmm Meharbaani jaate-jaate mujhpe kar gaya
Guzarta saa lamha ek daaman bhar gaya
Tera nazaara mila, roshan sitaara mila
Taqdeer ki kashtiyon ko kinara mila
Sadiyon se tarse hai jaisi zindagi ke liye
Teri sohbat mein duaayein hain ussi ke liye
TERI DEEWANI
preet ki lath mohe aaisi laagi
ho gayi main matwaari
bal bal jaaun apane piya ko
he main jaaun vaari vaari
mohe sudh budh naa rahi tan mann ki
yeh toh jaane duniya saari
bebas aur laachar phiru main
haari main dil haari - 2
tere naam se jee loon - 2
tere naam se marr jaaun - 2
teri jaan ke sadke mein kuchh aaisa kar jaaun
tune kya kar dala marr gayi main mitt gayi main
ho ji ha ji ho gayi main
teri deewani deewani- 2
tune kya kar dala marr gayi main mitt gayi main
ho ji ha ji ho gayi main
teri deewani deewani - 2
ishq junoon jab hadh se badh jaaye - 2
haste haste aashiq suli chadh jaaye
ishq ka jaadu sara chadha kara bole - 2
khoob laga lo pehre raste rab khole
yahi ishq di marzi hain
yahi rab di marzi hain
yahi ishq di marzi hain
yahi rab di marzi hain
tere bin jeena kaisa
haan khudgarzi hai
tune kya kar dala marr gayi main mitt gayi main
ho ji ha ji ho gayi main
teri deewani deewani - 4
he main rang rangeeli deewani - 2
ke main albeli main mastani
gaaun bajaaun sabko rijhaaun
he main deen dhram se begaani
ke main deewani main deewani
tere naam se jee loon tere naam se marr jaaun - 2
tere jaan ke sadke mein kuchh aaisa kar jaaun
tune kya kar dala marr gayi main mitt gayi main
ho ri ha ri ho gayi main
teri deewani deewani
teri deewani deewani
teri deewani deewani
teri deewani deewan
TUM HO TOH
TuM HO TOH
GAATA HAI DIL
TuM NAHIN
TOH GEet kAHAN
TuM HO TOH
HAI SAB HAASIL
TuM NAHIN TOH kYA HAI YAHAN
TuM HO TOH HAI.
SAPNON kE JAISA. HASEEN Ek SAMAA
JO TuM HO TOH
YE LAGTA HAI
ke MIl. GAYEE HAr kHuSHI
JO TuM NA HO
YE LAQTA HAI
kE HAr khushi MEIN kAMEE
TuM kO HAI MAANGtl YE ZINDAGI
TuM HO TOH
RAAHEIN BHI HAIN
TuM NAHIN
TOH RASTEY kAHAN
TuM HO TOH
YAHAN SAB HI HAIN
TuM NAHIN
TOH kYA HAI YAHAN
TuM HO TOH HAI HAR
EX pAl MEHERBAAN YE
JAHAAN
JO TuM HO TOH
HAWA MAIN BHI
MOHABBATON kA RANg HAI
JO TuM NA HO
TOH PHIR koi
NA JOSH NA UMANQ HAI
TuM MILLE TOH MIlLI
YE ZINDAGI
TUM
HI HO
HAMARI
ADHURI
KAHANI
Paas aaye..
Dooriyaan phir bhi kam naa hui
Ek adhuri si hamari kahani rahi
Aasmaan ko zameen, ye zaroori nahi
Jaa mile.. jaa mile..
Ishq saccha wahi
Jisko milti nahi manzilein.. manzilein..
Rang thhe, noor tha
Jab kareeb tu tha
Ek jannat sa tha, yeh jahaan
Waqt ki ret pe kuch mere naam sa
Likh ke chhod gaya tu kahaan
Hamari adhuri kahani..
Hamari adhuri kahani.. (x2)
Khushbuon se teri yunhi takra gaye
Chalte chalte dekho na hum kahaan aa gaye
Jannatein agar yahin
Tu dikhe kyon nahin
Chaand suraj sabhi hai yahaan
Intezar tera sadiyon se kar raha
Pyaasi baithi hai kab se yahaan
Humari adhoori kahaani
Humari adhoori kahaani.. (x2)
AAJ
JAANE
KI
ZID
NA KARO