Location via proxy:   [ UP ]  
[Report a bug]   [Manage cookies]                

Iqra Sms

Download as txt, pdf, or txt
Download as txt, pdf, or txt
You are on page 1of 7

Lehar aati hai kinare se palat jati hai

yaad aati hai dil mein bas jati hai


dono mein farak itna hi hai lehar bevaqt aati hai
aur yaad har vaqt aati hai

zindagi mohtaj nahi manzilon ki,


waqt har manzil dikha deta hai,
kon marta hai kisi k liye,
waqt sab ko jeena sikha deta hai

Koi aankhon aankhon se baat kar leta hai


Koi aankhon aankhon mein mulakaat kar leta hai
Bada Mushkil hota hai tab Jawab denA
Jab koi KhamosH rehkar Sawaal kar leta hai

Koi mila hue chand ki chandni bankar.


to koi mila pariyoki kahani ban kar.
par jis kisi ko palkoan me basaya hume
vo nikal gya ankh se pani bankar.

koi kehta ha dosti pyar ha


koi kehta ha dosti zindgi ha
hum kehtay hain dosti dosti ha
jis se berh k na pyar ha na zindgi ha

Sab ne kaha
dosti ek dard hai
main ne kaha
dard kabool hai
sab ne kaha iss dard ke saath jee nai paoge
main ne kaha
teri dosti k saath marna kabool hai

Kash such ye mera sapna ho jaye,


Jaan se bhi pyara dost apna ho jaye,
Khuda hamari dosti sada salamat rakhay,
Warna Lafz-e-Dosti he Fana ho jaye

Duaon ki bheer main ik dua hamari ho gi,


jisme main mangi hum ne her khushi tumhari ho gi,
jub bhi koi khushi mile tum ko,
samjna dua jo kabool hui hamari ho gi

.............................................................................
Mere bas main ho to main Lehron ko itna Haq bhi na doon...
Likhon Naam kinaray pe tera aur ussay chhonay tak na don.

Us dil se "pyar" karo jo tumhy dard dai


Per us dil ko kabhi "dard" na do jo tumhy "Pyar" kry
Kyu k "tum" dunya k lye koi "ek" ho
Per ksi "ek" k liye "sari" dunya ho...
.+""-., ,.-""+., # Missing # * , you ,* "-.,*,.-"
NA JANEE KEON DIL MAN UTER JATY HAIN WOH LOG
JIN SE KBHI KISMAT K SITARE NHIN MILTEY

haath aur aankh ki kia khoob dosti hay ...


jab haath zakhmi hota hay to aankh roti
hay aur jab aankh roti hay to haath aansoo poonchta hay...

Saath rehte rehte yuhi waqt guzar jayega,


dur hone k bad kon kise yad aiga,
jeelo ye pal jab hum sath hai,
kal ka kya pata waqt kahan le jayega

Ishq dariya hai jiska sahil nahi hota,


Har dil mohabbat ke kabil nahi hota...
Rota woh bhi hai jo duba hai ishq-e-dariya me,
Aur rota woh bhi hai jise ishq hasil nahi hota.....

Zindagi ki kitab mein pyar ke armaan na likh sake,


Us kitab par dosti ke peygam na likh sake,
Kismat ke tufan me yun mit gaye k,
Apni zindagi ke palon ki dastaan na likh sake.

Dost to ek jhoka hai hawa ka,


Dost to ek naam hai wafa ka,
Auron ke liye kuch bhi ho chahe,
Humare liye to dost ek haseen tofa hai khuda ka�.

..................................................................................
.....

HAMARI TARRAP TO KUCH B NAHE FARAZ


SUUNA HA US K DEEDAR KO AAINEY TARRASTY HAN

wo jo kahta tha na ji sakain ga hum 1 pal tara bin


wo aj bi zinda ha yeh lafz kisi or ko kahna k lia

zindagi ek mout hai per koi mout sa nahi


mout bhi ek zindagi h per koi zindagi sa nahi

Na chaho Kisi ko itna K,


Chahat tumhari majburi banjae.
Chaho kesi ko utna k,
Tumaha pyar Us ke liye Zarurat ban jaye

Mein Ne "EHSAS" K
Dhagey Mein Proya Hai
Tujhe '''FARAZ'''

Toot Agar Mein Gaya,


To Bikhar Tu Bhi Jaega..........

Ronay de aaj hum ko aankhen sujanay de,


Banhon main le le aur khud ko bheeg jany de,
Hai jo seenay main qaid darya woh chot jayega,
Hai itna dard k tera daaman bheeg jayega.

Dard ki dewar per faryad kia karte hain,


Har rat tanhai ko abad kia karte hain,
Ae Khuda unhen zarur khush rakhna,
Jinhe hum her lamha yad kia kerte hain..

Badla wafa ka dengay is sadgi se hum,


Tum hm se rooth jao, aur zindagi se hum.

Kehte Hain K Jab koi Kisi Ko Bohat Yaad Kerta Hai


Tou Ek Taara Toot K Girta Hai . . .
Ek Din Aap Ki Waja Se Sara Aasman Khali Ho Jayega . . .
Aur Ilzaam Humare Sir Aayega . .

teri ulfat sy mujhy inkar nahi


kon kehta hy mujhy tumsy pyar nahi
tumsy wada hy dosti nibhany ka
per mujhy apni sanso pe etibar nahi

Karoge yaad 1 din tum dosti ke zamane ko,


Chale jaayeinge jis din hum kabhi na wapis aane ko,
Cherdega mehfil me zikar humara koi,
To chale jaoge tum akele me aansu bahane ko!!!

..................................................................................
..............

Na jaane ku har shaam itni udaas si ho gayi,


Bahaar mein bhi meri zindagi veeran si ho gayi,
Jis pal se Humne jeene ki khwaish chod di,
Na jaane kyu tab se Maut bhi mujhse kuch naaraz si ho gayi...

Zindagi bhi gumgeen hai meri,


Dil bhi udaas hai,
Dekhna hai maut aati hai pehle ya wo log,
Mujeh dono ka intezaar hai...

hamare dil ke dard ko


hamare apne na samaj paye
to hamay samjhnay wo aaye
jise ham kabhi na samaj paye..

..................................................................................
................
Bare Ajeeb Hain Ye Zindagi Ke Raaste,
Aanjan Moor Per Kuch Log Dost Ban Jaate Hain.
Milne Ki Khushi Dain Na Dain,
Bicher Jane Ka Ghum De Jaate Hain.

Jo nazar se guzar jaya karte hain,


Woh sitary aksar tot jaya karte hain..
Kuch log dard ko bayan nahi karte,
Bus chup chap bikhar jaya karte hain

Apnon ne maara hai humko


Gairon mein kahan tha dum
Kashti bhi apni to doobi
Paani jahan tha kam

Akele To Hum Pehle Bhi Jee Rahe The,


Kyu Tanha-Se Ho Gaye Hai un logo k Jane Ke Baad�.~~~
.................................................................
Apne halaat ka khud ehsaas nahi hai mujhko
Maine auro se suna hai ke pareshaa hu main

Rishto ne har qadam pe imtehaan liya,


tanhai ne har mod pe dhokha diya.
Zindagi se phir b shikayat nhi Kyunki,
Zindagi ne �Aap� jaisa dost bhi to diya

Palko pe aake rukjate hai ye aansu,


Tanha pakar beh jate hai aansu,
Dil to bahut karta hai gum batlaun aap se,
Par aap ko hasta dekh shukh jate hai ye aansu

Saleeka ho agar bheegi hoi AANKHON ko parrhney ka''.....


To phir Behty huye AANSU bhi akser BAAT krtey hain"...

Kitnay gharor main hain wo mujhy tanha chor k faraz


unhen malom nhe mery aansu mujhy tanha honay nhe dety

kon kehta hy k aadmi apni kismat khud likhta hy...


agar yeh sach hy tu kismat mein dard kon likta hy...?

Wo apne faidey ki khatir phir aa mile thay hum se.


Hum nadan samjhay k h�mari duaon main asar h�i.

Zindgi me Rah kaisi bi ho Gujar jayenge,


Ek din hum b chupke se mar jayenge,
Aaj rehte h dosto k dil me yad ban k,
Kal aansu ban k ankho se beha jayenge........

Meri mayt ko jab uthane ki baat hoge


Har ankh se Ansu ki barsat hogi
Aap muskra kr 1 phool rakh dena meri Hatheli p,
Jate Jate apki koi nishani to sath hogi.

Meri Khushi k lamhe Mukhtasir hain is kadar Faraz......


Guzar jate hain Mere Muskurane Se pehle......

Kbhi ye dekhna chaho k tm kitny"amir"ho to apni dolt ko mt ginna,


apni aankhon se"chnd aanso"girana
or dekhna k kitny "hath"in ko smatny k liye aagy brhty hain

Zindagi Se Koi Cheez Udhaar Na Leingy


"FrAzz"!
Kafan Bhi Leingy To Zindagi Apni Deingy.

Samne Ho Manzil to rasta na morna,


jo dil me ho woh khwab na torna,
har kadam pr milegi kamyabi tumhe,
bus sitare ko choone k liye Zameen Na Chorna..!

Dil bnane wale ne dil kaanch ka bnaya hota,


Torne wale k haath pe zakhm to aaya hota,
Jab b dekhte apne hath ko wo,
Unhen hmara khayal to aaya hota

...............................................................
G|�����\ |��|
U| |\ \_| I G H T
D|__| \____|
HvE NiCe slEepY
NiTE
Sweet Dreamz
......................................................................

Apne dil ki sun afwahon se kaam na le,


mujhe yaad rakh beshak naam na le,
tera veham hay k hum bhool gaye tujhe,
meri koi aisi saans nahi jo tera naam na le,

Umeed bn k log zindagi me aate hai


Khwab ban k ankhon me sama jaty hai
Pahle yaqeen dilaate hain k woh hamare hai
Phir na jane kyun tanha chor jate hai

Kitna suroor raat ki tanhaiyon me tha,


chup tha chand jese ruswaiyon me tha,
log jaag rahe the apni ibadat k liye
or dil tumhari yad ki gehraiyon me tha

........................................................

Usay jo yaad rakha hai yahi apni ebadat hai


Ebadat karne walon ki ebadat kab badalti hai
Jo dil main naqsh ho jaye nigahon mein simat aaye
Elamat hai ye chahat ki to chahat kab badalti hai
Usi ko chahtay hain hum Usi se pyar karte hain
Yahi barson se aadat hai aur aadat kab badalti hai

Dil Se Roye Magar Honton SE Muskra Bethy


Yunhi Ham Kisi Se Wafa Nibha Bethy
Wo Hamein Ik Lamha Na De Paye
Jin k Liye Ham zindagi qurban kar bhethey
Gunaah karke saza se darte hain,
Zeher pi ke dawa se darte hain,
Dushmano ke sitam ka khauff nahi,
Hum to apno ke rooth jaane se darte hain.

.........................................................
Ankho Se Kyu Aansu Chhalak Jate He
Tanhaiyo Me Hi Kyo Gum Yad Ate He
Ansu Ponchh K Koi Ye Bata De Hume
Rulane Wale Hi Aksar Q Yad Aate He.

Kabi Kabi To Ro Parti Hain Yunhi


Ankhen Udas Hone Ka Koi Sabab Nahi Hota
Main Apne DiL Ko Ye Baat Kese Smjhaun
K Kisi Ko Chahne Se Koi Apna Nhi Hota..

Na to yaado ko yaad rakhte hain..


Na hi sapno ko saath rakhte hain�
Hum to bus unko yaad rakhte hain..
Jo hame dil ke paas rakhte hai..

Har yad hoti nahi seene se lagane k liye,


har ansu hota nahi ankho se bahane k liye.
Wo log mjhe milay thay aik lamhe k liye,
Ek Umar chahiye ab usko bhulane k liye

kitni parwaah karte hian hum aapki


kaash aap ko ye ehsaas ho jaaye
aisa na ho aap tab hosh mai aayen
jab hum hamesha k liye khamosh ho jayen

Dil Par Patthar Rakhna Sikho


Apna Dukh Logon Se Chupana Sikho
Dard-E-Dil Humhe b He
Magar Humhari Tarah Dard Me Muskrana Sikho.

.......................................................

Apan hissa shumar karta tha,


Mujhse itna woh pyar kerta tha,
Woh banata tha meri tasveerain,
Unse bataen hazaar karta tha,
Mera dukh bhi khuloos-e-niyat se,
Apna dukh he shumar karta tha,
Such samajhta tha jhoot bhi mera,
Yun mera aitbaar karta tha,
Pehle rakhta tha phool rastay main,
Phir mera intazaar karta tha,
Aaj pehlu main woh nahi Faraz!
Jo mujh pe jaan nisaar karta tha.

Na Khawabon Main Dekha,


Na Nazaron Main Dekha,
Hazaron Main Hum Nay Ek Tum Hi Ko Dekha,
Ghum Denay Walay To Har Pal Hai Yahan,
Har Pal Khushi Denay Walon Main,
Ek Aap Ko Hi Dekha.

AHSAS KE DAMAN ME AANSHU GIRA KAR DEKHO..


DOSTI KITNI SACHCHI HAI AZMA KAR DEKHO...
AAP KO BHOOL KAR KEYA HOGI DIL KI HAALAT..
KISI AAYEENE PE PATHTHAR GIRA KAR DEKHO..

HER LAFZ KITABO ME TERA AXS LIYE HAI,


EK PHOOL SA CHEHRA MUJHE PADHNE NAHI DETA.

You might also like