Location via proxy:   [ UP ]  
[Report a bug]   [Manage cookies]                

Arti Shayri

Download as doc, pdf, or txt
Download as doc, pdf, or txt
You are on page 1of 5

Hase chhe jag ne rade chhe man,

Kone kahu aa vedana amari?


Vedana ne pan radvu aave,
Aevi chhe takdir amari.

Bani hasy ne varse chhe hothothi,


Ae j to chhe dukhni chingari.
Dukhavay na dil koi nu,
Ae takedari ma toote chhe dil maru.

Sitare nikale leke barat chand ki,


Magar chandni kaha hai?
Nikla suraj aur chhup gaye sitare,
Chand akela aasman me khada hai.

Dekha phoolo ko to hame rona aaya,


Kaisi hai kismet unki,
Kyu ki kal hoga use murjana.
Kyu khushiya rahati hai thodisi,
Gam raha jate hai umar sare?

Zanzvana neer kyarey peevata nathi,


Retina mahel kyay bandhata nathi.
Aavine sapana ma je varsave mamata,
Ae mamata na varsavnar kem khulli –
Aankho ye dekhata nathi.
Nam na rahi gaya badha sabandho,
Have to lohi na nate pan chhodta-
Koi achakata nathi.
Na tha tu dhukhi ae pagal dil,
Aa duniyama savendana na moti-
Vahenchata nathi.

Ban na paye ham kisi ke,


Na koi ab apna raha.
Pagal ban kar hamne to,
Apne aap me khud ko bhara paya.
Banakar kante chubhate rahe jo,
Unki rahme phool ban na dilne chaha.
Ashru banker jo bah na paye,
Usane ab dil me chubhana chaha.
Has te huye mukhade ke pichhe,
Dukhi dil ko hamne chhupana chaha.
Magar badnasibi to dekho hamari,
Use bhi ab sabhi ne padhana chaha.

Zindgi ban jaye zahar,


Aesi zindagi hame na dena.
Zahar to pee shakte hai ham,
Magar zindagi na jee payenge.

Apno se gale milna chahate hai,


Usase hame door na kar dena.
Boore to ban hi chuke hai,
Ab aankho se na gira dena.

Mufat hi ham gava de ye zindagi,


Ab aesa kahar ham pe mat dhona.

Bhini mahek mati ni mane,


Balpan yad apave chhe.
Rim zim varsad na chhanta,
Jane mitro balpan na lage chhe.

Bhuli shakay aa yuvani to,


Balpan pachhu aekvar mare jivavu chhe.
Chhodi jav aa duniyane,
Te pahela ae duniyama dokiyu karvu chhe.
Dil toota aesa hamara,
Jaise koi aayana toota tufan se.
Toda jisane dil hamara,
Vahi to dil ke malik the.
Badhane lage fasle darmiya hamare,
Ke na koi umidd dil me rahi.
Na hi who pyar raha hamara,
Aur na hi vah hamare rahe.
Kare shikayat kya gairo se,
Jab apne hi na samaj paye hame.
Ab to isi tarah se zindagi,
Ham jiye ja rahe.

Dhoop chhanv si hai ye zindagi,


Magar yaha chhanv na mil paye hame.
Dhoondh te hai ham chhanv ko,
Jaise pyasa dhoondhe pani.

Kiya apno ne var ham pe aaise,


Jai se koi dushaman ho ham.
Kya thi galti hamari ki,
Tod gaye hamse sare sambandh?

Zindagi ke kai rang hamne dekhe,


Usame shukh kam aur dukh jyada hai.
Jo dukhose dosti karta hai who jeeta hai,
Varna gam ke sagar me doob jata hai.

Banker phool aaye the bahar me,


Aek kanta banakar ham rah gaye.
Na de paye khushboo kisi ko,
Tabhito aanshu banker ham bah gaye.

Tu rade ane hu hasu,


Aetli to berahem hu nathi.
Ashru to haiye thi mare pan vahe,
Teni shu tane khabar nathi?
Dekhate hai aayana ham to,
Usme apne aap ko dekhate hai.
Jo chahera hai samne,
Usame zindgi ko khojate hai.

Jine do hame pagalpan me,


Hame samajdari nahi chahiye.
Jo bharde aankhome aanshu,
Ab aesi hasi hame nahi chahiye.
Jeete hardam rahe dusaro ke liye,
Ab aesi zindagi nahi chahiye.
Aati hai to ab aane do mout,
Ab mout ki joothi tasavir nahi chahiye.
Dekhi teri khudai hai rab,
Ab to teri ebadat hame nahi chahiye.
Diya tune bahot kuchh muje,
Ab teri maherbani hame nahi chahiye.

Phool chhu hu pan khushboo nathi,


Farku chhu hardam pan hawa nathi.

Khush rahu chhu hara pal pan khushi nathi,


Bhram bani ne bhatku chhu pan aendhani nathi.

Badal bani ne varsu chhu pan pani nathi,


Prem ni have koi nishani baki nathi.

Bani pankhi ne udu chhu pan udan koi baki nathi,


Dharish tya uteri jais duniyani koi pari nathi.

You might also like