Location via proxy:   [ UP ]  
[Report a bug]   [Manage cookies]                

Nature Play

Download as pdf or txt
Download as pdf or txt
You are on page 1of 5

Kachra idhr se aya, kachra udhr se aya, kachre ne lelisabki jaan, haye re mei kachre

se pareshaan....
Kachra hai badhne wala, sadko pr aisadala, badbu ne lelisbki jaan, haye re me badbu
se pareshaan....

Kachra hai tere piche, kachra haimere piche, bimari ne leli sbki jaan, haye re machro
se pareshaan...

Kachra ye tune fenka, kachra ye maine fenka, kachre ke hum sab zimedaar, milke
karenge samadhaan....

N14:- toh ayiye doston, ab hm apko plastic k istemal ko kam krne k upaaye btate hain
N15: jab b aap bahr kuch samaan lene jaao, toh polythene ki jagh kapde kthaile ka
paryog kro

N16: plastic se bani cheezo ka prayog kam se km kre

N17: agr apke ghr polythene aa hi jata haito use ghr ke kachre se alag kr le
N18: or uss plastc ke kachre ko pastic bottles me dal kr eco bricks bna le
N19: div dialog..

Hum sab ka ek nara, saaf suthra ho bharat hamara


Plastic mukt ho desh apna, isme denge ik duje ka sahar
Agar Hume apne desh ke kone kone ko khush-haal or saaf suthra banana hai to aaj se
or abhi se hi is desh ko plastic mukt banane me sehyog dena
To mai ab yaha aye hue sb mehmano or mere pyare dosto se binti krta hu ki wo
humare sath sapath grahn kre
Polythene :- Ha ha ha ... me hu polythene, aap sab soch rahe honge ye sab mujh se itna
darte kyu hai To chaliye mai khud apko khud apna parichay kr vata hu.... Phli baat to ye
ke meri umar bohooooot Imbi hai...

|/ kitni lambi //
Itni Imbi ke mai kabhi bhinasht nahi hota ,or agar aap mujhe jalane ki koshish krte ho to
mai hawa mein zehreer faila k apko or nuksaan pahunchata hu, Apka dum ghont ghont
kar apko mar deta hu....

Scene 3

Beta: paaapaa, papa main agyaa


papa : arre beta aaj itni kushikiss baat ki
Beta: papa apko pta hai, aaj mai apniclass mein first aya

Papa: arre waah beta ye to boht khushi ki baat hai, chlo issi khushimain tumhe bahr
ghumane le chlta hu

Beta : yaahh!!ok papa

person 1:arre yrr yaha kitni kooda pda hua hai, kya krein iska
person2:bhai ek kaam kr, isko ikhata krr or jala de

papa: uhhgg uhhgg,


beta: papa!!! Aap thik ho?

Papa: ughh ughhh (died)


Beta: crying scene

N13: dekha aap sbne, kaise ye plastic ek haste khelte ghr ki khushiyon ko cheen leta hai.
Kya aap jaante hain pichle ek saal mein puri duniya mein dooshit hawa se lagbag 46 lakh
logo kimaut ho chuki hai. Or inme se takreeban 17 lakh log bhartiye hain. Ye sb hmari
laprvahiyo ke hi nateeje hai. Isliye ab ham sbko jaagruk hona pdega or plastic k khilaf iss
jung mein apne kadam uthaane hi pdenge.
bhi yeh plastic hai

choro plastic kithaili, ham sab ne ab hai thanni...apnalo kapde kithaili, koi nayi ya
purani yeh hai soch sayani,yeh hai soch sayani, yeh hai soch sayaanii, ye hai soch
sayani

dagh bagh dagh bagh dada bhaiya plastic ko bolo nana bhaiya
polyethene hoga galiyon mein to gatar bandh hojayega....iss se panni sadko pr ektha
hojaega
fir hum jaise chotte bache school kaisjayenge.....Kheto ke nanhe paudhe bhi saans na
le payenge

hum bacho ki mano, kapde ki thaili le jao ....usi thaili me apna tum sab saman le
aao

N11:- yeh polyethene bags or wrappers ne hmare dharti mata or unke praniyon mein
iitna zehr faila rakha hai, jiske kam lagbag ... Laakh samundari jivaur .... Laakh jamin pr
rhne vale janvaro ko har varsh apni jaan gvani pdti hai. ayo hm inka dard inhi ki zubani
dekhte hain

Gau mata :- me hu gau mata, me har roj kitna hi plastic kha jati humere andar har roj
anjane me kitna hi plastic chala jata hai, kyuki aph log khane ka saman ko plastic ke
lefafo me dal kr fenk jate ho or to khane se matlab tha, muje khanna ke khusbhi ayi to
maine kha liya,lekin ye plstic meri maut ka karn bn gya, bacho yeh plastic ke karan hone
wali maut ko yhi rok do

dharti maa :- Haan me hu dharti maa, ab band bhi kro in plastic ki thailiyo ka prayog
krna, in plastic ki thailiyo se mera dam ghut ta hai, ye barish ka pani mujh tkk nhi
pahunchne deta or meri pyari upjau zamin ko banjar kr deta hai Ye plastic ek rakshas
hai, jo tumharidharti maa ko roz satata hai.... is zulm ko bardasht krna ab mre bs ke
bahar hai ....
N7:- hum sab apne desh ko koodedaan banane ke liye jute the, jute hai or jute rahenge
Iljute rahenge jute rahenge//

Scene 1

aalu lelo gobhilelo, kanda lelo bengal le


bhaiya 1 kilo allu or 2 kilo bengan de do

lo bhejngi ye lelo

are bhaiya itne sare polyethene bags ,apko pta nhi hai, yeh hmra liye, kitna
nuksandayak hai
nahi bhenji
aao me apko batati hu

N8:-polythene itna hanikarak hota ha ke agr yeh zamin me chla jaye to barish ka panni
dharti ke andar nhi ja skta yeh na to gltaa hai or na nasht kiya ja sktha hai, yeh hmari
zamin ko banjar kr deta ha jis se ped paudhe murjha jate hai or isko jalane se hawa bhi
pradooshit ho jati hai

N9:- haan ek baat or, jab hum log kooda edhr udhr fenkte hain or jab tk muncipal
copperation vale ise uthane ate hain toh uss se pehle hi janwar ise kha jate hai

Scene 2

Mumma mumma ! meh bahar saman lene ja rhi hu, thorider tk ati hu
" beta bhr ja rhiho saman lene to yeh kapre ka thaila leti jayo
nhi maa meh kaha ise utha k firti rhungi, agr ek do plastic ke lifafe aa be jayenge
to kya fark prta hai.

N10:- Kya farak prta hai, yehi soch to hume badalni hai, iss soch ke karan, hum apne
antt kior badhi ja raahe hain yeh bhi to socho kiyeh plastic hamari gau mata or bhot se
janwaro ki maut ka karna bnta hai or hamari dhartimaa ko banjar banane vala rakshas
suno suno bhayi sunlo ayi humari toli

suno suno bhai sunlo aaj humari boli


natak hamne seekha, natak hm dikhlayenge
soch ki hm khidki ko, kholkar hi jayenge
suno suno bhayisunlo ayi humaritoli
suno suno bhai sunlo aaj humari boli

Narrator 1 :- aaj is natak ke jariye hum sab apke samne ek sachai rakhne ja rhe hai
l/sachai bhai kaisi sachai//
Narrator 1 :- yeh meri, apki or hum sab ki sachai hai
achaaaaaaaaaaaaaaa

ae bhai zra dekh ke chalo, age hi nhi piche bhi,


daye hi nhi baye bhi, kachra haiyahannnnn, kachra hai, ae bhai

N2 :- bhalyo or behno namskar, aaj hum aesiduniya meh reh rhe hai, jaha maholle me
kooda hai ya koode me mohalla pta hi nhi chlta
N3:- kya badboo kya khushboo sbh ek se lgti hai ab to adat si ho gyi hai

N4:- yeh desh hamara desh hai or hum is azad desh ke nagrik hai. kooda fenkna hamara
janamsidh adhikar hai,
N5:-ham kooda dil khol kr failate hai, koi bi kanjoosi nhi krte.
N6 :- har diwar par thookna, hm apna kartavya maante hain, or har kona hamare liye
koodedan hai

I/kuradaaaaan aaathu.//

You might also like