HEART
HEART
HEART
REVERBED-LOFI
SONGS
SONGS-LIST:-
1. MANN MERA
2. SACH KEH RAHA HAI DEWANA
3. TOH PHIR AAO
4. YEH KAISA TERA ISHQ HAI X SAJNI PASS BULAO NA
5. MILNE HAI MUJH SAI AAYI
6. USKA HI BANANA
7. O KHUDA
8. EK RAAT (REPRISE)
9. MAI DHOONDNE KO X BEETAY LAMHE
10. ZARA SA (LOFI)
11. MAI DHOONDNE KO ZAMANE MAIN
12. KAHANI SUNO 2.0
1. MANN MERA:
saari raat aahen bharta
pal pal yaadon mein marta
maane na meri mann mera
thoda thoda hosh madhoshi si hai,
neend behoshi si hai,
jaane kuchh bhi na mann mera
kabhi mera tha par ab begaana hai ye
deewana deewana samjhe na
kabhi chup chup rahe,
kabhi gaaya ye kare
bin poochhe teri taareefein sunaya ye kare
hai koi haqeeqat tu ya koi fasana hai,
kuchh jaane agar to itna ke ye
tera deewana hai re
mann mera,
maane na mann mera
rag rag wo samaya mere
dil par wo chhaya mere,
mujh mein wo aise jaise jaan..
gire barsaat mein paani jaise,
koi kahaani jaise,
dil se ho dil tak jo bayaan..
aashiq dil tera puraana hai ye..
deewana deewana samjhe na
kabhi chup chup rahe,
kabhi gaaya ye kare
bin poochhe teri taareefein sunaya ye kare
hai koi haqeeqat tu ya koi fasana hai,
kuchh jaane agar to itna ke ye
tera deewana hai re
mann mera,
maane na mann mera..
tujhko jo dekhe,
ye mujh ko le ke,
bas tere peechhe peechhe bhaage..
tera junoon hai
tu hi sukoon hai
tujhse hi baandhe dil ke dhaage
kabhi chup chup rahe,
kabhi gaaya ye kare
bin poochhe teri taareefein sunaya ye kare
hai koi haqeeqat tu ya koi fasana hai,
kuchh jaane agar to itna ke ye
tera deewana hai re
mann mera,
maane na mann mera..
To phir aaoooo
Mujhko satao
To phir aaoooo
Mujhko rulaao
To phir aaoooo
Mujhko satao
To phir aaoooo
Mujhko rulaao
oh ho ho
abb to is manzar se
mujhko chale jana hai
Jin raaahon.. pe mera yaar hai
Un raahon ko mujhe pana hai
To phir aaoooo
Mujhko satao
To phir aaoooo
Mujhko rulaao
O khuda..
Bata de kya lakreeron mein likha
Humne toh..
Humne toh bas ishq hai kiya
O khuda..
Bata de kya lakreeron mein likha
Humne toh..
Humne toh bas ishq hai kiya
O khuda..
Bata de kya lakreeron mein likha..
Humne toh..
Humne toh bas ishq hai kiya
O khuda..
Bata de kya lakreeron mein likha..
Humne toh..
Humne toh bas ishq hai kiya
O khuda..
Bata de kya lakreeron mein likha
Humne toh..
Humne toh bas ishq hai kiya
O khuda..
Bata de kya lakreeron mein likha
Humne toh..
Humne toh bas ishq hai kiya.
8. EK RAAT REPRISE:-
Churaya hi kyu jab vo todna hi tha
Dil bi vo toota hai jo mere paas nahi
Dikhaya hi kyu jab muh modna hi tha
Seene mai hawa toh hai par vo saans nahi
Mere paas nahi hai koyi saath nahi hai
Jo btade mujhe baat ye khaas nahi
Dil udaas sahi hai koyi aas nahi hai
Pagli ankhon ki nami hai ye barsaat nahi
Main bhi na jaane kaha kho gaya tha
Zindagi bhi mujhse khafa ho gayi
Jis din ki is dil ne khudse mohobat
To zindagi bhi mujhpe fida ho gayi
Mere paas nahi hai koyi saath nahi hai
Or na hai ab kisika intezaar kahi
Tere baare mai na sochu aisi raat nahi hai
Par tu tode dil mera teri aukaat nahi
Ankhon mai dhuan tha maine dekha hi nahi
Khushi peeche hi thi khadi daabe ye hassi
Dil bhi bola sunn baaware ankhiyon ke dushman
Naa mai kabhi toota tha na khoya tha kabhi
Tere paas yahi hu ye awaaz mai hi hu
Ye kahani teri meri hai zamane ki nahi
Mai dhadakta rahu tu bhi yu hast rahe
Duniya jaye sali bhaad mai koyi parwa hi nahi
9. MAI DHOONDNE KO X BEETAY LAMHE:-
Chand lamhaat ke
Vaaste hi sahi
Muskura kar mili
Thi mujhe zindagi
Chand lamhaat ke
Vaaste hi sahi
Muskura kar mili
Thi mujhe zindagi
Vo aayein na, le jaayein na
Haan uski yaadein jo hain yahan
Na raasta na kuch pata
Main usko dhoondunga ab kahan
Safar hai ye tera
Ye raasta tera
Tujhe jeena hai mere bina
Main dhoondne jo kabhi
Jeene ki wajah nikla
Main dhoondne jo kabhi
Jeene ki wajah nikla
Pata chala ke galat leke
Main pata nikla
Pata chala ke galat leke
Main pata nikla
Aaj bhi jab vo pal
Mujhe yaad aate hain
Dil se saare ghamon ko
Bhula jaate hain
Dard mein bhi ye labb
Muskura jaate hain
Beete lamhe hume
Jab bhi yaad aate hain
Dhundhta tha ek pal mein
Dil jisey ye sau dafa
Dhundhta tha ek pal mein
Dil jisey ye sau dafa
Hai subah naraz uss bin
Roothi shaamein din khafa
Teri aaghosh mein
Din the mere katey
Teri baahon mein
Thi meri raatein kati
Kyun bewajah di ye saza
Kyun khwab deke wo le gaya
Jiyein jo hum lage sitam
Azaab aise vo de gaya
Fiza ki shaam hun main
Tu hai nayi subah
Tujhe jeena hai
Mere bina Main dhoondne jo kabhi
Jeene ki wajah nikla
Main dhoondne jo kabhi
Jeene ki wajah nikla
Ohhhhoo..
wooow O oo O O
11. MAIN DHOONDNE KO ZAMANE MAIN:-
Main dhoondne ko zamane me jab wafa nikla
Pata chala ki ghalat leke main pata nikla
Jis ke aane se muqammal ho gayi thi zindagi
Dastakein khushiyon ne di thi,
Mit gayi thi har kami
Kyun bewajah di ye sazaa
Kyun khwaab de ke wo le gayaa
Jiyein jo hum lage sitam
Azaab aise wo de gayaa Main dhoondhne ko uske dil me jo Khuda nikla
Pataa chala ke galat leke main pata nikla
Dhoondta tha ek pal me dil jise ye sau dafaa
Hai subah naaraaz us bin roothi shaame din khafa
Wo aaye na, le jaaye na
Haan uski yaadein jo yahaan
Na raasta, na kuchh pataa
Main usko dhoondhunga ab kahaan