Location via proxy:   [ UP ]  
[Report a bug]   [Manage cookies]                

diwali skit orange

Download as pdf or txt
Download as pdf or txt
You are on page 1of 3

DIWALI: NOT ONLY THE FESTIVAL OF LIGHTS BUT THE WAY

TO ENLIGHTEN OUR SOUL


CHARACTERS:
1. RICH FAMILY{Father, Mother and a spoiled son(rahul)}
2. Poor Vendor’s Family { Mother and son(ramesh)}
3. People living in the slums with poor family
4. Friends of rich boy
[Rahul’s father sitting in a chair reading newspaper and mother working in
kitchen ]
Rahul: Papa mujhe 3000 rupay chahiye
Father: yeh lo beta!!5000 rupay rakho
{Mother entering}
Mother: Itne rupay ka tum kya karoge Rahul?
Father : Aree! Diwali hai use bhi enjoy karne do …jao rahul enjoy karo
Mother :Apne ise sir par chada kar rakha hai…uski har jidd mat pura kiya karo voh
bigad jayegaa
Father: Hmm…thik h… thik h !
{Rahul calling his friends}
Rahul: Hii Raj, Papa ne mujhe abhi paisa diya hai…sabko phone karke bol de mere
ghar ke pass ane15 min mai…vha se fir club chalte hai aur diwali manate hai …..
{Returning after the party }
Rohit: Maja hi aagya bhai aaj toh paty mai !!
{Laughing and walking casually in the street and accidentally clashes with the thela
gadi of diya wala }{ All the diya was now on the ground …here and there and the
adolescent vendor boy was crying}
Ramesh :Bhaiya dekh kar chaliye pure diye gira diya apnai …iski vajah se humara
kitna nuksan hoo gya
Rahul; Tum hume sikhaoge hume kaise chalna hai …apnai aap ko dekho aur hume
dekho ….hmmm ..tum kha aur hum kha …tum paiso ki chinta mat karo mai abhi
online payment kar deta hua …GPay code doo..
Raj: Tum bhi kha rahul …in garibo ke pass Gpay toh dur ki baat hai smart phone bhi
hai kya ?
{ALL the friends laughing}
Rahul:yeh lo pakro 2000 rupay aur jaoo yha se …chute bhi rakh lena bakshis ki taur
pai aur diwali manao..
Ramesh: Bhaiya hume sirf apnai mehnat ki kamai chahiya …yeh bakshish dekar aap
apanai aap ko mahan aur hume chota kyu sabit karna chahte hoo ….
Raj: Bas.. basss..!hume gyan nhi chahiye …Chalo Rahul yha se…
Rahul: tumlog sab jao mujhe thora kaam hai …
{ Rahul following the poor vendor boy }
{Basti of Ramesh and his family}
{Ramesh running to his mother }
Maa: Tum kyu roo rha ho Ramesh ? Kya hua ?
Ramesh: Maa, mai aaj diya bechne apna cycle mai jar ha tha rojana ki tarah…toh
utne mai hi meri hi umar ke koi bade khandan ke baache aa jata hai aur unse
takrane ke baad mere haath se banaye hue saare diye gir jaate hai ..jab maine unhe
kha ki dhyan se chalne ke liye toh voh apnai paiso ka ghamand dikhana lage ..maa
kya voh log amir hai toh kuch bhi kar sakta hai kya? …agar ameer bache aise hote
hai toh mujhe kabhi bhi ameer nhi banna ..
Maa: Beta!! Roo mat joh kuch bhi hota hai acche ke liye hota hai …hum sab pure
raat baith kar diya banakar kal use bechengee …
{Rahul by seeing all this realises his mistake and wanted to correct it }
{ Rahul running towards home and reaching there}
Mother:Kya kiya tumne saare paiso ke ?
Father: Firse tum vhi lekar baith gyi …yeh sab choro rahul …tumhe maja aaya n ?
Rahul:Papa apse ek chiz puchna tha?
Father: Hn, beta bolo..
Rahul: Iss baar joh society mai mela lagega uske secretary toh aap ho n …toh kyu n
iss baar hum bade bade jagah se canteen wale and stalls wale ko n bula kar
footpath vikretaon ko bole stalls lagane
Father: Thik h beta …dekho humara beta kitna samajhdari ka baat karne laga ha aur
tabhi tum use datti rehti ho
{Rahul to ramesh}
Rahul: Sry Ramesh maine tumse aisa behave kiya …mujhe bahut bura lag rha hai
…apni uss galti ko toh mai thik nhi kar sakta lekin humare society mai ek mela hai
toh mai chhata hun ki vha pai tum diya and banderwal ka stall lagao ..agar tum kal
aooge toh mujhe aacha lagega and mujhe yeh lagega ki tumne mujhe maf kar
diyaa…plz. Aa jana
Ramesh :thik h mai kal aunga vha and maine tumhe maaf bhi kar diya
Rahul:Thank u…Thank u so much
{hugs each other}
{both the families in two sides}
-------------------------
Narrator:

You might also like