Majlis Script
Majlis Script
Rishav- Aap sabhi ka BIMTECH ke 35 Sthapana Diwas me hardik swagat karte hain, ye wahi din hai jis
din Shri Basant Birla ji aur Srimati Sarla Birla ji ne is sansthan ki neev rakhi thi. Aur bharat ki vibhinn
sanskritiyon se prati purana mini India ka nirman kiya. Jo ab antarrashtriya sthar par bhi apni pehchan
bana raha hai.
Rishav- hum majlis parivar garv se swagat karte hai hamare margdarshak Asmita Theatre Group ka jinke
nakshe kadam par Majlis hamesha se chalta raha hai. Hume aaj aapko yha majood dekh kar behad khushi
ka anubhav ho raha hai.
Shashwat - Asmita theater group ke bare me jitna kahe utna kam hai. Inhone theater ki duniya ko kayi
digaj Khiladi diye hai jaise ki Ishwak, Kangana Ranawat, Piyush Mishra, Manu Rishi, ityadi.
Shaswat - Aage badhte hue hum aaj ke hamare Mukhya atithii Shri Ramesh Chandra Gaur ji, director
National School of Drama; Head of Department evam Principal Executive Officer of NSD, New Delhi
(former director of Indira Gandhi center of arts, culture ministry a part of) aur smmanit atithi (Army
veteran) ka swagat krna chahenge.
(Lamp lighting)
2
Rishav- Ye drama festival aur theater ye sb to thik hai. Par hum sab to Mba kar rahe hai na? Hume
theater ke bare me janne ki kya zaroorat?
Shashwat- Acha sawal hai. Kya sabke man me bhi yahi sawal ghum raha hai. To main aapko theatre ki
ahmiyat batata hu. रं गमं च जीवन के सभी पहलु ओं में प्रभावशाली हो सकता है , isse chhaatron me रचनात्मकता
और विचार प्रक्रिया को बढ़ावा मिल सकता है । रं गमं च का अनु भव ही लोगों को कई सामाजिक मु द्दों के प्रति
अधिक जागरूक और सं वेदनशील बनाता है एवं आत्मविश्वास पै दा करता है । और जब तक हम अपने विचार समाज
के सामने रखना seekh नहीं पाएं गे तब तक हम अच्छे प्रबं धक कैसे बनें गे ?
To bina aur der kiye aiye manch par amantrit krte hai Asmita Theater Group ko Unke aaj ki peshkash ke
sath jiska naam hai ``Moteram ka Satyagraha”. Ye kahani Shri Munshi premchand ji ki kahani se prerit
hai. Yha nayak moteram ke madhyam se naukarshahi vyavastha par ek tippani prastoot ki gayi hai. To
aaiye hum sabhi mil kar zara kareeb se smjhte hai is puri kahani ko.
(play begins)
(play ends)
3
After Play
Rishav- Ab samajh aaya ki chize jaisi dikhti hai waisi hoti nahi. Bahut bhut shukriya Asmita theater
group is khubsurat peshkash ke liye.
Shaswat- Majlis!, is shabad ko BIMTECH ke andar to kayi bar suna hoga. Lekin kya aap mese kisi me
Cambridge Majlis aur Oxford Majlis ke bare me suna hai?
Rishav- Nahi suna? Koi bat nahi, hum aaj aapko iske bare me vistar se btate hai, ऑक्सफोर्ड मजलिस
भारतीय छात्रों द्वारा 1896 में विश्वविद्यालय में स्थापित हुआ एक वाद-विवाद समाज है । जहा भारतीय छात्र
इक्कठा होकर दे श और दुनिया के एहम मु द्दों पर अपने विचार व्यक्त किया करते थे ।
भारत की स्वत्रता से पहले ये सं गठन अक्सर ब्रिटे न साम्राज्य के साथ सामाजिक बहस का हिस्सा बनता रहा
है ।
मजलिस केवल भारतीय छात्रों तक ही सीमित नहीं रहा, 1947 से पहले यह श्रीलं काई और बर्मी छात्र समु दाय
का एक अभिन्न अं ग रहा है । हमे गर्व है की हम इस परिवार का hissa hain
Shashwat- Birla Institute of Management Technology, is nam se kayi nam jude hai. Aur un namon se
kayi sare hunar aur pehchan! Aaj is awsar ke madhyam se hum sabhi in hunarbazon ko salam karna
chahte hai. Isi ke liye main munch par Sushri. Saloni ji, mentor Majlis club BIMTECH ko Amntrit karta
hun ki wo yaha aakar in pratibhavan Kalkaro ko Shri Sarla Birla Award se samanit kare.
Rishav - Hamare sansathana ne in 35 salon me kayi sare leaders ko janam diya. Jo apne kausal se desh ka
nirman karrhe hai. BIMTECH ke inhi pagchinho par chalte hue aaj se takriban 15 varsh pehle majlis
parivar ka bhi janam hua. Jisne apne nirman ke sath hi sansthan evam sansthan ke bahar ke logon me
badlaw lane ka kam shuru kar diya tha.
Main Shree Ramesh CHandra Gaur ji, Veteran 1, veteran 2, ka tahe dil se abhinandan krta hu ki unhone
apne vyast karyakram mein se samay nikal kar hamare beech maujud hain. Main(…………) ko amantrit
Karna chahunga ki ve hmare atithiyon ko sammanit karein.
Shashwat- Isi ke sath hum aap sabhi se vida lena change,asha hai. Kal fir aap sabhi se yahi mulakat hogi
is utsav ke agle charan me aur aap sabhi se nivedan karta hun ki mess me ratri bhoj ke liye prasthan karen
tab tak ke liye. Shubh ratri. Namskar sayo naara.